Breaking News

Jai Ho Bhole Nath Jai Ho Bhandari

shivshankar

Jai Ho Bhole Nath Jai Ho Bhandari
Jai Ho Kailash Pati Jai Ho Tripurari

Dukhiyo Ke Tune Bhole Kaaj Sanware
Dukhiyo Ke Bhole Tune Bhole Kaaj Sanware

Jo Bhi Aaya Bhagwan Tere Dware
Kar Diya Uska Kalyan Kaari

Jai Ho Bhole Nath Jai Ho Bhandari
Jai Ho Kailash Pati Jai Ho Tripurari

Teri Jatau Mein Ganga Ka Paani
Ganga Ke Paani Mein Shakti Ruhani

Mastak Ka Chandrama Peera Hare Saari
Mastak Ka Chandrama Peera Hare Saari

Jai Ho Bhole Nath Jai Ho Bhandari
Jai Ho Kailash Pati Jai Ho Tripurari

Tann Pe Bhooti Rami Naago Ki Maala
Hey Bhole Naath
Tann Pe Bhooti Rami Naago Ki Maala

Do Naino Mein Masti Teesre Mein Jwala
Darshano Ki Bheekh Tere Poojari

Jai Ho Bhole Nath Jai Ho Bhandari
Jai Ho Kailash Pati Jai Ho Tripurari

Check Also

vatt-tree

वट वृक्ष की धार्मिक विशेषताएं

हिंदू धर्म में वट वृक्ष को एक पवित्र और पूजनीय पेड़ माना जाता है, जिसे शक्ति, दीर्घायु, और समृद्धि का प्रतीक माना जाता है। इस पेड़ में....